Begum Akthar’s Aaj Jaane ki Zid na karo is ringing in my ears
Aaj jaane ki zid na karo
Yunhi pehloo mein baithe raho
Tum hi socho zara, kyun na roke tumhe
Jaan jaati hai jab uth ke jaate ho tum
Tumko apni qasam jaan-e-jaan
Baat itni meri maan lo
Waqt ki qaid mein zindagi hai magar
Chand ghadiyan yehi hain jo aazad hain
Inko khokar mere jaan-e-jaan
Umr bhar na taraste raho
(Fits the raavan scenario perfectly, what say, especially the last para )
No comments:
Post a Comment